Maa ki tabyat dheere dheere sahi hone laga or me bapas apna school continue kiya. Par ab Sangeeta mere sath baat nehi kar rahi thi. Me jaha baitha tha wo waha se chali jati thi aor dusre seat par baithti thi. Sourav ko le kar wo mujh pe shok karne lagi thi. Me us se baat karne ke liye bhot kosish kiya , par wo meri baat pe thodi si bhi dhyan nehi de rahi thi. Aise kai dino tak chal ta raha ek month bit gyi. Aor humara final exam ke time aa gyi. Ek din teacher ne mujhe office me bulaye aor kuchh papers me sign karne ke liye kaha. Maine unhe resion puchha to unhone kaha exam ke liye form he. Sab ko sign karna padega. Me wo sabhi papers me sign kar diya use padha bhi nehi ki usme kya likha hua he. Fir me bapas class room me aa gya. Tab Riya ne mujhe puchha ki me office me kyu gya tha. Use maine bataya to wo hairan ho gyi.. Riya : Kyaa ? Exam ka form ? Par hum ne to use kab ka...
Author - Miss Roshni